Aqaaid Part 51

✯✰✮

       ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮
        *Bismillahirrahmanirrahim*
       ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮

                 *```✧ Aqaaid ✧```*

                 *❆  Part - 51 ❆*
❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅

            *​✾ Sawaal Jawaab ✾*

*❧ Sawaal :​* Aasmaan, zameen, chaand, sooraj, oonche oonche pahaad aur bade bade darya kis ne banaaye?

*❧ Jawaab :​* Aasmaan, zameen, chaand, sooraj, oonche oonche pahaad aur bade bade darya Allah Ta'ala hi ne banaaye.

📓[Sura-e-Ankaboot: 61, Sura-e-Qaaf: 38]

*❧ Sawaal :​* Kya Allah Ta'ala ko kisi ne paida kiya?

*❧ Jawaab :​* Nahin ! Allah Ta'ala ko kisi ne paida nahin kiya.

📓[Sura-e-Ikhlaas: 3]

*❧ Sawaal :​* Allah Ta'ala kab se hai aur kab tak rahega?

*❧ Jawaab :​* Allah Ta'ala hamesha se hai aur hamesha rahega.

📓[Sura-e-Rahmaan: 27]

*❧ Sawaal :​* Kya Allah Ta'ala ke maan baap hain? 

*❧ Jawaab :​* Nahin ! Allah Ta'ala ke maan baap nahin hain.

📓[Sura-e-Ikhlaas: 3]

  [[..Next - 52, Soon In sha Allah..]]

   ✍🏻 Ref: Deeniyat Course book

   *Download App*​​​ goo.gl/SB46QM
❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅

Comments

Popular posts from this blog

Aqaaid Part 69

Aqaaid Part 28

Aqaaid Part 1