Aqaaid Part 35
✯✰✮
✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮
*Bismillahirrahmanirrahim*
✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮
*```✧ Aqaaid ✧```*
*❆ Part - 35 ❆*
❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅
*✾ Alaamaate Qayaamat ✾*
❧ Qayaamat kab qaaim hogi? Is ka ilm Allah Ta'ala ke alaawa kisi ko nahin hai, albatta Allah Ta'ala ne Huzoor ﷺ ko wahi ke zariye qayaamat ki bahot si alaamatein batlaai hain, jo qayaamat qaaim hone se pehle duniya mein paai jaaein gi.
📓[Ashraatus Saa'ah Li Abdillah Bin Sulaimaan: 1/43-45]
❧ Qayaamat ki alaamatein 2 tarah ki hain:
*(1)* Alaamaate Sugra (Chhoti Alaamaatein)
*(2)* Alaamaate Kubra (Badi Alaamaatein)
📓[Sharhul Aqeedatit Tahaawiyah Li Saaleh Bin Abdil Azeez: 1/691; Ashraatus Saa'ah Li Abdillah Bin Sulaimaan: 1/48]
[[..Next - 36, Soon In sha Allah..]]
✍🏻 Ref: Deeniyat Course book
*Download App* goo.gl/SB46QM
❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅
Comments
Post a Comment