Posts

Showing posts from December, 2016

Aqaaid Part 69

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 69 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Ba'as ba'adal maut (marne ke baad dobaara zinda hona) kise kehte hain? *❧ Jawaab :​* Jab qayaamat mein saari cheezein fana ho jaayeingi aur Hazrat Israafeel Alaihissalam doosri martaba soor phoonkeinge phir Allah Ta'ala ke hukm se...

Aqaaid Part 68

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 68 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Jin cheezon ka hona muqaddar hai kya unko koi rok sakta hai? *❧ Jawaab :​* Jin cheezon ka hona muqaddar hain un ko koi rok nahin sakta. 📓[Abu Dawood: 4700] *❧ Sawaal :​* Taqdeer ke baare mein hamein kya taal...

Aqaaid Part 67

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 67 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Taqdeer kise kehte hain? *❧ Jawaab :​* Saare aalam mein jo kuchh huwa, hota hai aur hoga, tamaam cheezon ka Allah Ta'ala ko pehle se ilm hai, Allah Ta'ala ke isi ilm ko "Taqdeer" kehte hain. 📓[Sharahul Aqeedah At Tahaawiy...

Aqaaid Part 66

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 66 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Kya hamaare paigambar ï·º ne qayaamat ki kuchh nishaaniyaan bataai hain jin ko dekh kar qayaamat ka qareeb aana maaloom ho sakta hai? *❧ Jawaab :​* Ji haan. 📓[Sahih Muslim: 102] *❧ Sawaal :​* Qayaamat k...

Aqaaid Part 65

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 65 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Qayaamat ka din kise kehte hain? *❧ Jawaab :​* Jis din tamaam insaan mar jaayeinge, zameen -o-aasmaan aur poori kaainaat tabaah-o-barbaad ho jaayegi, us din ko "Qayaamat ka din" kehte hain. 📓[Sura-e-Haaqqa: 13-16] *...

Aqaaid Part 64

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 64 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Hamaare Nabi ï·º ke baad jo shakhs apne Nabi hone ka daawa kare woh kaisa hai? *❧ Jawaab :​* Hamaare Nabi ï·º ke baad jo shakhs apne Nabi hone ka daawa kare woh sab se bada jhoota hai. 📓[Mustadrak: 8390] *...

Aqaaid Part 63

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 63 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Hamaare Nabi ka naam kya hai? *❧ Jawaab :​* Hamaare Nabi ka naam Hazrat “Muhammad" ï·º hai. 📓[Sura-e-Ahzaab: 40] *❧ Sawaal :​* Sab se pehle Nabi kaun hain? *❧ Jawaab :​* Sab se pehle...

Aqaaid Part 62

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 62 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Kya Rasool kabhi jhoot bolte hain? *❧ Jawaab :​* Nahin, Rasool kabhi jhoot nahin bolte. 📓[Sura-e-Najm: 3-4] *❧ Sawaal :​* Kya Rasool kabhi gunaah karte hain?  *❧ Jawaab :​* Nahin, Rasool g...

Aqaaid Part 61

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 61 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* "Rasool" kise kehte hain? *❧ Jawaab :​* Allah Ta'ala ke bheje huwe paigambar ko Rasool kehte hain. 📓[Sharahul Aqeedah At Tahaawiya: 1/1656] *❧ Sawaal :​* Allah Ta'ala ne Rasool kyun bheje? *❧ Jawaab ...

Aqaaid Part 60

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 60 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Qur'aan-e-Majeed ki hifaazat ki zimmedaari kis ne li hai? *❧ Jawaab :​* Quraan-e-Majeed ki hifaazat ki zimmedaari Allah Ta'ala ne le rakhi hai. 📓[Sura-e-Hijr: 9] *❧ Sawaal :​* Aasmaani kitaabon mein sab se a...

Aqaaid Part 59

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 59 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* "Qur'aan-e-Majeed" kis Nabi par naazil huwa? *❧ Jawaab :​* Qur'aan-e-Majeed hamaare Nabi Hazrat Muhammad ï·º par naazil huwa. 📓[Sura-e-Dahal: 23] *❧ Sawaal :​* "Saheefe" kin paigambaron par naazil huwe?...

Aqaaid Part 58

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 58 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Chaar Mashhoor "Aasmaani Kitaabein" kaun kaun si hain? *❧ Jawaab :​* Taurait, Zaboor, Injeel aur Qur'aan-e-Majeed. 📓[Saheeh Ibn-e-Hibbaan: 361] *❧ Sawaal :​* "Taurait" kis Nabi par naazil hui? *❧ Jaw...

Aqaaid Part 57

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 57 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Qabr mein sawaal karne waale farishton ko kya kehte hain? *❧ Jawaab :​* Qabr mein sawaal karne waale farishton ko "Munkar Nakeer" kehte hain. 📓[Tirmizi: 1071]          *✾ Aa...

Aqaaid Part 56

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 56 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅            *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Hazrat Israafeel Alaihissalam ka kya kaam hai? *❧ Jawaab :​* Hazrat Israafeel Alaihissalam Qayaamat ke din soor phoonkeinge. 📓[Sho'abul Imaan: 353] *❧ Sawaal :​* Hazrat Izraaeel Alaihissalam ka kya kaam hai?...

Aqaaid Part 55

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 55 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅             *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Farishte kitne hain? *❧ Jawaab :​* Farishte beshumaar hain, un ki ta'adaad Allah Ta'ala ke alaawa koi nahin jaanta. 📓[Sura-e-Muddassir: 31] *❧ Sawaal :​* Chaar mashhoor farishte kaun kaun se hain? *...

Aqaaid Part 54

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 54 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅             *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Farishte kaun hain? *❧ Jawaab :​* Farishte Allah Ta'ala ki Nooraani makhlooq hain, jinhein "Malaaika" bhi kehte hain. 📓[Sahih Muslim: 7687] *❧ Sawaal :​* Kya Farishte khaane peene ke mohtaaj hain? *...

Aqaaid Part 53

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 53 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅             *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Kya Allah Ta'ala ka koi shareek hai? *❧ Jawaab :​* Allah Ta’ala ka koi shareek nahin. 📓[Sura-e-An'aam: 163] *❧ Sawaal :​* Hamein, hamaare maan baap aur poori duniya ko rozi kaun deta hai? *...

Aqaaid Part 52

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 52 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅             *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Kya Allah Ta'ala ke beewi bachche hain? *❧ Jawaab :​* Nahin ! Allah Ta'ala ke beewi bachche nahin hain. 📓[Sura-e-An'aam: 101] *❧ Sawaal :​* Kya Allah Ta'ala ki kisi se rishtedaari hai? *❧ Jawaa...

Aqaaid Part 51

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 51 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅             *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Aasmaan, zameen, chaand, sooraj, oonche oonche pahaad aur bade bade darya kis ne banaaye? *❧ Jawaab :​* Aasmaan, zameen, chaand, sooraj, oonche oonche pahaad aur bade bade darya Allah Ta'ala hi ne banaaye. 📓[Sura-e-...

Aqaaid Part 50

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 50 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅             *​✾ Sawaal Jawaab ✾* *❧ Sawaal :​* Hamaara Rab kaun hai? *❧ Jawaab :​* Hamaara Rab Allah hai. 📓[Sura-e-Ha Meem Sajda: 30] *❧ Sawaal :​* Hamein kis ne paida kiya? *❧ Jawaab :​* Hamein Allah Ta'ala ne paida kiya. 📓[S...

Aqaaid Part 49

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 49 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅               *​✾  ​Jahannam  ✾* ❧ Jahannam mein sab se kam darje ka azaab yeh hoga ke jahannami ko aag ki jootiyaan ya aag ke 2 tasme pehnaaye jaayeinge, jis ki wajah se us ka dimaag haandi ki tarah ublega, woh samjhega ke sab se ziyaada azaab usi ko ho raha hai, ...

Aqaaid Part 48

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 48 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅               *​✾  ​Jahannam  ✾* ❧ Jahannam nihaayat hi takleef ki jagah hai, woh kaafiron aur mushrikon ke liye tayyaar ki gai hai, us mein har tarah ke azaab honge, aag ke makaan aur bistar honge, aag ki hathkadiyaan aur zanjeerein hongi, bade bade saanp aur bich...

Aqaaid Part 47

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 47 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                  *​✾  ​Jannat  ✾* ❧ Jannat mein aisi aisi nematein hongi jin ko na kisi aankh ne dekha, na kisi kaan ne suna aur na kisi insaan ke dil mein un ka khayaal guzra, un nematon ke alaawa khuda ke fazl-o-karam se Jannatiyon ko 2 aisi nemate...

Aqaaid Part 46

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 46 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                  *​✾  ​Jannat  ✾* ❧ Jannat nihaayat hi aaraam ki jagah hai, woh imaan waalon ke liye tayyaar ki gai hai, us mein har tarah ki nematein hongi jo kabhi khatm na hongi, sone chaandi ki eeton ke mahlaat honge, doodh, shahad, saaf-o-shaffa...

Aqaaid Part 45

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 45 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                  *​✾  ​Shafa'at  ✾* ❧ Shafa'at ke maani hain sifaarish karna. Qayaamat ke din nek logon ka bure logon ke haq mein Allah Ta‘ala ki ijaazat se sifaarish karna haq hai, Allah Ta'ala Ambiya, Auliya, Ulma aur Shohda wagaira ko gunahg...

Aaqaid Part 44

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 44 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                    *​✾  ​Hashr  ✾* ❧ Qayaamat ka ek din 50,000 saal ke baraabar hoga, Hisaab-o-Kitaab ke intezaar mein jab kaafi muddat guzar jaayegi aur logon ki pareshaani badhti jaayegi, to ghabra kar saare auwaleen wa aakhireen mil kar ...

Aqaaid Part 43

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 43 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                    *​✾  ​Hashr  ✾* *❧ Qur'aan mein hai:* Mujrim yeh chaahega ke us din ke azaab se chhootne ke liye apne bete fidye mein dede aur apni biwi aur apna bhaai aur apna woh khaandaan jo use panaah deta tha aur zameen ke saare ke ...

Aqaaid Part 42

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 42 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                    *​✾  ​Hashr  ✾* ❧ Hashr ke maani hai jama hona. Qayaamat ke din soor phoonke jaane ke baad jab tamaam jaandaar mar jaayeinge, to ek muddat ke baad dobaara soor phoonka jaayega, jis se tamaam murde zinda ho jaayenge aur ap...

Aqaaid Part 41

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 41 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                   *​✾  ​Barzakh  ✾* ❧ Aalame Barzakh mein nek aur momin bandon par Allah Ta'ala ki rehmatein aur us ka inaam hota hai aur kaafiron aur naafarmaan mominon par Allah Ta'ala ka azaab hota hai. Allah Ta’ala ke is inaam ya azaab...

Aqaaid Part 40

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 40 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                   *​✾  ​Barzakh  ✾* ❧ Theek jawaab dene ke baad pehle us ke saamne dozakh ka manzar pesh kiya jaata hai aur kaha jaata hai ke tumhaara thhikaana yahaan hota magar Allah ne tum ko is se bachaaliya, phir use Jannat ka nazaara karaa...

Aqaaid Part 39

✯✰✮        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮         *Bismillahirrahmanirrahim*        ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮                  *```✧ Aqaaid ✧```*                  *❆  Part - 39 ❆* ❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅                   *​✾  ​Barzakh  ✾* ❧ Allah Ta'ala ne duniya aur aakhirat ke darmiyaan ek aur jahaan aur aalam basaaya hai, jo marne ke baad se qayaamat qaaim hone tak rahega, us jahaan ko “Barzakh” kehte hain aur us ko “Aalame...