Aaqaid Part 44

✯✰✮

       ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮
        *Bismillahirrahmanirrahim*
       ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮

                 *```✧ Aqaaid ✧```*

                 *❆  Part - 44 ❆*
❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅

                   *​✾  ​Hashr  ✾*

❧ Qayaamat ka ek din 50,000 saal ke baraabar hoga, Hisaab-o-Kitaab ke intezaar mein jab kaafi muddat guzar jaayegi aur logon ki pareshaani badhti jaayegi, to ghabra kar saare auwaleen wa aakhireen mil kar ek ek paigambar ke paas haazir honge aur Hisaab-o-Kitaab jald shuru kiye jaane ki sifaarish kareinge, tamaam ambiya Alaihissalam sifaarish se ma'zirat zaahir farmaayeinge phir akheer mein hamaare paigambar Hazrat Muhammad ﷺ khidmat mein sifaarish ke liye haazir honge, chunaanche Aap ﷺ sifaarish farmaayeinge, Aap ﷺ ke sifaarish farmaane ke baad Allah Ta'ala Arsh par tajalli farmaayeinge phir Hisaab-o-Kitaab shuru ho jaayega aur aamaal naame wazan kiye jaayeinge.

📓[Sahih Bukhaari: 7440]

  [[..Next - 45, Soon In sha Allah..]]

   ✍🏻 Ref: Deeniyat Course book

   *Download App*​​​ goo.gl/SB46QM
❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅

Comments

Popular posts from this blog

Aqaaid Part 69

Aqaaid Part 65

Aqaaid Part 71