Aqaaid Part 53

✯✰✮

       ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮
        *Bismillahirrahmanirrahim*
       ✮~~~~✮~~~~✮~~~~✮

                 *```✧ Aqaaid ✧```*

                 *❆  Part - 53 ❆*
❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅

            *​✾ Sawaal Jawaab ✾*

*❧ Sawaal :​* Kya Allah Ta'ala ka koi shareek hai?

*❧ Jawaab :​* Allah Ta’ala ka koi shareek nahin.

📓[Sura-e-An'aam: 163]

*❧ Sawaal :​* Hamein, hamaare maan baap aur poori duniya ko rozi kaun deta hai?

*❧ Jawaab :​* Hamein, hamaare maan baap aur poori duniya ko rozi Allah Ta'ala deta hai.

📓[Sura-e-Zaariyaat: 58] 

*❧ Sawaal :​* Zindagi, maut, izzat aur zillat kaun deta hai?

*❧ Jawaab :​* Zindagi, maut, izzat aur zillat Allah Ta'ala deta hai.

📓[Sura-e-Mulk: 2, Sura-e-Aal-e-Imraan: 26]

*❧ Sawaal :​* Kya Allah Ta'ala har cheez dekhta hai aur har baat sunta hai?

*❧ Jawaab :​* Ji haan ! Allah Ta'ala har cheez dekhta hai aur har baat sunta hai.

📓[Sura-e-Asra: 1]

*❧ Sawaal :​* Hamein kis ki ibaadat karni chaahiye?

*❧ Jawaab :​* Hamein sirf Allah Ta'ala ki ibaadat karni chaahiye.

📓[Sura-e-Hood: 26]

  [[..Next - 54, Soon In sha Allah..]]

   ✍🏻 Ref: Deeniyat Course book

   *Download App*​​​ goo.gl/SB46QM
❅〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰❅

Comments

Popular posts from this blog

Aqaaid Part 69

Aqaaid Part 65

Aqaaid Part 71